4 تبصرے ”ناروے میں تارکین وطن کو ووٹ کا حق

  1. Good…… lakin Kuwait mein asa sub kuch nahi ha akar ap 30 sal bhi kuwait meni rah lain tu bhi vote nahi dal sakta ……..yahan tu apni kuwaiti uraton ko vote dalna ka haq last year ha mila ha ……others nationalities ko ya kiya kardana ………

  2. mera khiyal hai k baher sey ane walon ko vote ka haq nahi milna chahiey .. ager pakistan mein koi ay aur yahan rahy to kia us ko vote dena chaheiy … i said no ….. kuwait mein hota hai wo sahi hai… 😛

    1. AOA, agar hamara taluq ek bai insaf hukmrano waali molk sai hai to is ka matlab yai nhi k ham doosro ko bhi yehi sabaq dain. Norway ki hkoomat or moashra insaf par yqin rakhta hai insan ko insan samajhta hai isi liya kamyab hai.agar islami momalik dosro ko insan nhi samajhtai apnai islami bhaiyon ki izat nhi kartai to aj onki kya izat hai dunya mai. yai bhi to daikhain na.aaj pakistan ka har shakhs Norway or is jaisai countries mai anai k liyai bai chain hai. yehi is ki kamyabi or maqbooliyat hai.
      Editor Urdufalak.com

اپنا تبصرہ لکھیں